DAL LAKE KASHMIR EVENING TIME
( Photo Autar Mota )
( Photo Autar Mota )
To this photo I am adding lines from Urdu poem “ Tanhaayi “ by Farooq Nazki …
Sho’r ki Basti se niklay
Aur Eik Pursho’r Daryaa Ke kinaare Par Khadey
Sochtay hain Waqt Ab Kaisay Kattay
Saamnay Kaala samandhar Yaad ka
Door tak Bhoora Pahaadi Silsilaa
Sabz sona Saaya e Ashjaar mein Ghul Mil Gayaa
Dhoop Kaali chotiyon Par so Gayee
Neeli Peeli Titliyaan Khud-rau gulon Ko Choomatii
Behtay Paani par Udeen
Kuchh Beh Gayeen
Kuchh Keh Gayeen
“ Sham ka soona Nagar Aabaad kar “
Aur Eik Pursho’r Daryaa Ke kinaare Par Khadey
Sochtay hain Waqt Ab Kaisay Kattay
Saamnay Kaala samandhar Yaad ka
Door tak Bhoora Pahaadi Silsilaa
Sabz sona Saaya e Ashjaar mein Ghul Mil Gayaa
Dhoop Kaali chotiyon Par so Gayee
Neeli Peeli Titliyaan Khud-rau gulon Ko Choomatii
Behtay Paani par Udeen
Kuchh Beh Gayeen
Kuchh Keh Gayeen
“ Sham ka soona Nagar Aabaad kar “
( Autar Mota )
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.