Sunday, May 24, 2015

SHALIMAR GARDEN OF KASHMIR AND A POEM OF AHMED FARAAZ


                                                                 
                   
Shalimaar Garden kashmir 
( Photo Autar Mota )


I am adding a mini poem “Jis tarah Koyee kahay “ By Ahmed faraaz to this photo 

Aur tere shahar se jab rakht e safar Baandh liyaa 
Dar o deewar pe Hasrat ki nazar Kyaa kartay
Chaand kajlaayi huyii sham ki dehleez pe thhaa
Uss gadi bhi teray majboor safar kyaa kartay
Dil Thehar jaanay ko kehtaa thaa magar kyaa kartay

“ Hum ne jab vaadiye Gurbat mein qadam Rakhaa thhaa “
Jis tarah yaad e wattan aayi thhi samjhaane ko
Kuchh usssi tarah ki kaifiyat e jaan aaj bhi hai
Jis tarah Koyee qayaamat ho Guzar jaane ko
Jis tarah koyee kahay phir se palat aanay ko


( Autar Mota )


Creative Commons LicenseCHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.