A water colour by A R Chughtai …Lahore ..
My caption to this Master creation would be "Couldn't this be him?".., I add lines from a Popular song of Kaifi Azmi ....
Couldn't this be him?....
Chhup Ke Seene Mein Koyee Jaisey Sadaa Detaa Hai
Shaam se pehley diyaa dil ka jalaa detaa hai
Hai ussi ki yeh sada,
Hai ussi ki yeh adaa……………………………………….
kahin yeh woh to Nahin..
Shaam se pehley diyaa dil ka jalaa detaa hai
Hai ussi ki yeh sada,
Hai ussi ki yeh adaa……………………………………….
kahin yeh woh to Nahin..
My caption to this Master creation would be "Lonesome by own some" …., I add lines from a Popular song of Rajindra Krishen . ....
Lonesome by own some ….
Lakh Jatan Karuun
Baat Na maane ji Ki
Baat Na Maane
Dard Na jaane
Meraa Dard Na Jaane
……………………..
………………………Kadar Jaane Na ……
A water colour by A R Chughtai …Lahore ..
My caption to this Master creation would be "END OF THE WAIT " …., I add lines from a Popular film song . ....
END OF THE WAIT .......
MILAN RITU AA GAYI...
Maang Mein Bhar Le Rang Sakhi Ri
Aanchal Bhar Le Taare,
Jaaegi Unn Sang Sakhi tu
Jo Tohe Laage Pyaare,
………………………………… Milan Ritu Aaa Gayi(Autar Mota )
A water colour by A R Chughtai …Lahore ..
My caption to this Master creation would be "HAPPINESS ." I add lines from a popular song composed by Majrooh Sultanpuri ..
DHALKI JAAYE HAMAARI CHUNDARIYAA HO RAAM,
PEE SE MIL KE BEHAKNEY KE DIN AAYE HO...
Mein to sapnon ki Bagiya Mein doloongi re
Bunn ke Ban ki koyaliya mein boloongi re
Daali Daali Chehakane ke din Aaye ho
…Dhalki Jaaye hamaari Chundariya Ho Raam
Pee se Mil Ke Behkney ke din aaye Ho……………………
THE DANCE OF DARVESHES ...by Abdur Rehman Chughtai ... Lahore ..
I add......
Soorat-e-gul mein khil-khila ke hansa,
Shakl-e-bulbul mein chah-chahaa dekha.
Kahin begaanavash nazar aaya,
Kahin surat se aashna dekhaa.
…………………………….Yaar Ko Hum Ne Jaa Bajaa Dekhaa……………
VILLAGE GIRL… ETCHING ON PAPER ..
By Abdur Rehman Chughtai … Lahore…
By Abdur Rehman Chughtai … Lahore…
I add lines from a Song of Majrooh sultanpuri ..
“Mukhdaa hai Feeka Feeka
Nainon me sohe nahin Kaajraa..
Pee Ki Dagar mein Baithay
Mailaa huva re meraa Aacharaa…
Lutt mein Padii kaisi Birhaa Ki maati ..
Maayi Re... Me Kaa se Kahuun Peerr.. Apney Jiyaa Ki…………..”

The painting also reflects Intense Longing . I add lines from a song of Sahir ...
“Sakhi Ri Mora tun ulajhey mun dolay....
Ab Chain Paddey Tab hi
Jab Unn se milan Ho lay…………….
Saans Bhi Luun To Aanch si aaye
Chanchal Kaaya Pighali Jaaye
Adharon mein Trishnaa Gholay………………………..
Ab Chain Paddey Tab hi
Jab Unn se milan Ho lay “
By..Abdul Rehman Chughtai...Lahore
( Autar Mota )
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.

I add Verses of Allama Iqbal to this work...
Na Takht o Taaj mein Na lashkar o Sipaah mein Hai
Jo Baat Mard e Qalandhar Ki Baargaah mein hai ..
Vohee Jahaan hai Teraa Jis Ko Tu Kare Paida
ye sang o khisht Nahin Jo Teri Nigaah mein hai...
Na Takht o Taaj mein Na lashkar o Sipaah mein Hai
Jo Baat Mard e Qalandhar Ki Baargaah mein hai ..
Vohee Jahaan hai Teraa Jis Ko Tu Kare Paida
ye sang o khisht Nahin Jo Teri Nigaah mein hai...
.So wrote sahir Ludhianavi....
Ajahun na bheje re mohan taine koyee khabariyaa re
Ho gayee hai yeh brij ki bala ro ro kar banvariya re
Dhir bandha ja mukh dikhla ja nat nagar sanvariya re
………..Brij me akelee radhe khoyee khoyee phire,
kanha aan milo Aan Milo
shyam sanvare, Aan Milo

I add lines from verses of Sahir ....
Vehshat e Dil rasn o daar se rokee na gayi
Kisi Khanjar Kisi Talwar se roki Na gayi
Ishq Majnu ki woh awaaz hai jis ke aage
Koyi laila Kisi Deewar se roki na gayi
( My sincere thanks to the family of A R Chughtai especially Mr Arif Rehman Chughtai for all these uploads and for making these masterpieces available on Net. Grateful and indebted . ) Vehshat e Dil rasn o daar se rokee na gayi
Kisi Khanjar Kisi Talwar se roki Na gayi
Ishq Majnu ki woh awaaz hai jis ke aage
Koyi laila Kisi Deewar se roki na gayi
( Autar Mota )
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.