Friday, June 23, 2023

FIRAQ GORAKHPURI ON HIMSELF

                                           


FIRAQ  GORAKHPURI ON HIMSELF....

"Kissi ko kyaa na milaa zindagi mein waa-e-naseeb,
Hamaare haath bas ik dil rahaa, rahaa bhi nahin…
Wo aankh kahti hai aisay ka kyaa thikaana hai ,
‘Firaq’ aadmi to hai bhalaa, bhalaa bhi nahin……"
( Firaq Gorakhpuri  from Gul e Nagma )

"Munh se hum apne bura to nahin kehte ke Firaq,
Hai tera dost magar aadmi achha bhi nahin."
( A couplet of Firaq ) 

"Aane vaali naslein  tum par faḳhr karengi ham-asron,
Jab bhi un ko dhyaan aayega tum ne Firaq ko dekha  hai.."

( A couplet of Firaq )

" Logon ki samajh mein aa na sakaa
 kuchh mujh ko bhi hai taa’jub sa,
Sunn meri udaasi ka kaaran 
aey humdum bahut akela huun.."

( A couplet of Firaq )

"Nirdhan kavi ke paas kyaa -kuchh peeda kuchh preet,
Kuchh andekhay sapne hain _ dard bharay kuchh geet.."
( A Doha of Firaq ) 

( Avtar Mota)


Creative Commons License
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.