SILENCE , NIGHT TIME AND THE MOONLIGHT OF SANTORINI (GREECE. )
( Photo Sandeep Mota In Greece .. September 2014)
( Photo Sandeep Mota In Greece .. September 2014)
To this photo i add lines from a Gazal of Naseer Turabi( Born 1945 )
Na apnaa ranj , na Auron ka dukh , na teraa malaal
Shab- e -firaq kabhi hum ne yuun ganwaayi na thhi..
Woh humsafar thha , magar uss se humnawayee na thhi
Ke dhoop chhaanv ka Aalam raha , judaai na thhi.....
Shab- e -firaq kabhi hum ne yuun ganwaayi na thhi..
Woh humsafar thha , magar uss se humnawayee na thhi
Ke dhoop chhaanv ka Aalam raha , judaai na thhi.....
LOCKS on a bridge over river SEINE in Paris . A symbol of Faith, love and trust . Desire something and put a lock on the bridge side -support rod. When the desire translates into reality , unlock and celebrate . Something like the “Daesh” tied in shrines of kashmir.
( Photo sandeep Mota 2014)
To this photo i add lines from a Gazal of Naseer Turabi( Born 1945 )
Aey Muqaddar koyee hisaab to rakh,
Kaun Jeeta hai kaun Haara hai…
Aankh bharnay lagi hai yado’n say,
Shor-e-darya hai chupp Kinaara hai
Kaun Jeeta hai kaun Haara hai…
Aankh bharnay lagi hai yado’n say,
Shor-e-darya hai chupp Kinaara hai
A TONGA MOVES AHEAD SILENTLY INSIDE BARAMULLA TOWN.
( Photo Autar Mota )
I am adding some lines from a Gazal of Naseer Turabi ( Born 1945 ) to this photo…
Logon mein meray log woh sachaaiyon ke log,
Bichharray to duur duur sadaakat nahin Rahee..
Raaton mein eik raat woh ghar lautnein ki raat,
Woh Zehmatein woh shauq woh ujhllat nahin Rahee….
Rangon mein eik rang teri saadagi ka rang ,
Aissi hawaa chali ki woh rangat nahin Rahee……..

A VIEW OF PARIS CITY AND RIVER SEINE FROM EIFFEL TOWER.
( Photo Clicked by Sandeep Mota in Paris ..November 2014. )
Bichharrtay waqt unn aankhon mein
thi humaari gazal
Gazal Bhi Woh Jo Kissi ko Abhi sunaayi
na thhi....
(While parting , those eyes glittered with my poetic melody only ;
A melody that had not been
revealed to any one uptil now.....)
( Autar Mota 17.11.2014)
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.