A mini poem January 19, 1990..
Just wrote today.. intensely painful memories.
"Aasmaan ke sabhi Jo taare thay
Toot kar gir gaye hain galiyon mein
Ab kahaan roshini nazar hogi
Ab kahaan zindagi basar hogi
Vo Jo sadiyon ke kuchh sahaare thay
Aaj Munh mod Kar guzarte hain
Koyi bandook le nikaab taley
Kar raha intezar aangan mein
Baat sachi karein to darte Hain"
(Avtar Mota)
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.