ZIENN BUNNA ( KASHMIRI ) OR TIMBER STOCKING .
This is how timber is stocked( in open ) in kashmir .We call it Zien Bunna in kashmiri . This photograph was taken by me near sumbal sonawari....To this photo i add some lines from a Gazal of poet Amjad Islam Amjd
Bhatkey huve phirtey Hain Kayee lafz jo Dil mein,
Duniyaa ne Diyaa Waqt To Likheinge kissi din.
Aey Jaan Teri yaad ke Benaam parindhe ,
Shaakhon Pe meri dard Ki uttareinge kissi din.
Shaakhon Pe meri dard Ki uttareinge kissi din.
Jaati hai kissi Jheel ke Geharayee kahaan Tak,
Aankhon me teri Doob Ke dekheinge Kissi Din.
Aankhon me teri Doob Ke dekheinge Kissi Din.
Soyeinge teri Aankh ki Khalwat Me kissi raat,
Saaye me teri Zulf ke jaageinge kissi Din.
Saaye me teri Zulf ke jaageinge kissi Din.
Khushboo ki tarah asl e saba khaak numaa se,
Galiyon se teri Shehar ki Guzareinge kissi din....
Galiyon se teri Shehar ki Guzareinge kissi din....
(Avtar Mota)
CHINAR SHADE by Autarmota is licensed under a Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivative Works 2.5 India License.
Based on a work at http:\\autarmota.blogspot.com\.
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.